
This is a poem regarding the job party of vinay agarwal (B.Tech. 4th cera) a.k.a. PAPA urf PA .
so friends enjoy it.
O_O
pa ki job ka tha sabko intezaar
Gpl karne ko sab the beqaraar
daaru pee kar tiwari ko chadha adventure ka khumaar
fracture hua pa ka aur tiwari ko chadh gayi glucose ki botal do chaar
gpl to na ho saki pa ki par party ke liye the sab taiyyaar
pa ne kah diya SAIL ke saath party de doonga yaar
kholunga 251 botale beer ki tab dekhna mera pyaar
sab ne kaha chalo kar lenge ham tab tak intezaar
par din tha buddhwaar aa gaya pa ki party ka surprise samaachaar
sabko jaldi jaldi hona pada taiyyaar
auto book kiya pahunch gaye sab ahar vihar
khuli botale daaru ki shuru hui bakchodi beshumaar
auto waale ko bhi aaya mood banane ka vichaar
gatak liya saale ne 7-8 pag jaise mili ho pahli baar
peete hi ludhak gaya jaise pada ho koi beemaar
pa ki party hai ji bhar khao , naara ye tha barqaraar
botale to na khuli 251 par 86 ice-cream chat kar gaye pa ke dost yaar
wah kya party thi ! aisi party ho har baar har baar
bolo papa ki jai HOOOOOO

No comments:
Post a Comment